koi jadu ki tehni pas hoti to
hwa ke hath par ham ek diya rakhte
jo khwabida jhanon awr zmano se
kisi khush rang saat ki khbar lata
magar
eysa nhi mumkinhmari dast ras mai to
andhery saaton ka ek darya hai
labe darya ..adhoore khwab rakhkhe hain
khin gardab rakhkhe hain
wo sare khwab mere hain
na koi khush gumani thi
na koi khush gumani hai
yhi apni khani thi
YAHI APNI KAHANI HAI
hwa ke hath par ham ek diya rakhte
jo khwabida jhanon awr zmano se
kisi khush rang saat ki khbar lata
magar
eysa nhi mumkinhmari dast ras mai to
andhery saaton ka ek darya hai
labe darya ..adhoore khwab rakhkhe hain
khin gardab rakhkhe hain
wo sare khwab mere hain
na koi khush gumani thi
na koi khush gumani hai
yhi apni khani thi
YAHI APNI KAHANI HAI